Asal Ameeri Kya Hai? 💸❌ | True Wealth in Islam #shorts
Kya aapko bhi lagta hai ke sadqa dene se ya kisi ki madad karne se aapka maal kam ho jayega? Yeh sirf ek waswasa hai! Is video mein dekhiye kaise Allah ke raste mein kharch karne se maal kam nahi hota, balki zindagi mein sukoon aur barkat barh jati hai. Asal ameeri bank balance nahi, balki woh dil hai jo Allah par mukammal yaqeen rakhta hai. Agar aapko yeh video pasand aayi ho, to ise zaroor LIKE karein, apne doston ke sath SHARE karein aur hamare channel ko SUBSCRIBE karna mat bhooliye ga! ✨🤲